Sarwar Kahoo Ke Maliko Maula Kahu Tujhe

Sarwar Kahoon Kay Maalik-o-Maula Kahoon Tujhay
Baagh-e-Khaleel Ka Gul-e-Zaiba Kahoon Tujhay
Subh-e-Watan Pay Shaam-e-Ghareeban Ko Doon Sharaf
Bey-Kus Nawaaz Gey-Sue-Oon Wala Kahoon Tujhay
Allah Nay Teyray Jism-e-Munawwar Kee Taa-Bish-Aeyn
Aey Jaan-e-Jaan Mein Jaan-e-Tajalla Kahoon Tujhay
Mujrim Hoon Apnay Af’oo Ka Samaan Karoon Shah-aa
Ya’nee Shafe’e Roz-e-Jaza Ka Kahoon Tujhay
Teyray Tou Wasf A’eb Ta-Na-Hee Say Hain Baree
Hairaan Hoon Meyray Shah Mein Kya Kya Kahoon Tujhay
Keh Lay Gee Sub Kuch Unkay Sana Khuwaan Kee Khaam-Shee
Chup Ho Raha Hoon Keh Kay Mein Kiya Kiya Kahoon Tujhay
Leykin Raza Nay Khatm-e-Sukhan Iss Pay Kar Dia
Khaaliq Ka Banda Khalq Ka Aaqa Kahoon Tujhay

Comments

19 responses to “Sarwar Kahoo Ke Maliko Maula Kahu Tujhe”

  1. Anonymous Avatar
    Anonymous

    SubhanAllah
    Kia kalam hy Aala Hazrat ka r.a
    Thanks fr sharing

  2. Unknown Avatar

    SubhanAllah❤️❤️❤️

  3. Unknown Avatar

    MARA RAZA, SOHNA RAZA PYARA RAZA,AHMED RAZA…….AHMED RAZA.

  4. Unknown Avatar

    Subhan Allah❤

  5. Unknown Avatar

    Qurban Jayne ala hazrat k ishq pe

  6. Unknown Avatar

    Alahajrat jindabadd

  7. firoz Avatar

    ishqo muhabbat ishqo muhobbat aalaa hazrat aalaa hazrat ………(radi'yAllaahota'alaaanho)

  8. Unknown Avatar

    🌷🌷🌷SubhanAllah SubhanAllah SubhanAllah 🌷🌷🌷

  9. Unknown Avatar

    Kalaam e raza ki shan hi alag hai
    Aala hazrat zindabad

  10. Unknown Avatar

    MashMa Allah bhut payari peshkash hai

  11. Unknown Avatar

    Mashaallah Kalam
    Maslake Aala Hazrat Zindabad

  12. Unknown Avatar

    Wah kya baat, Aala Hazrat Ki

  13. Zafar Farooqui UP India Avatar

    Tu[ألله] Noor e-Haq Hai Noor e-Kamil
    Mai[محمد] akela hi Tere Jalwo ka Ayna hu
    Ki Mere Har Hijaab se Chhalakta hai Noor tera
    (صل الله علية وسلم ألف ألف صلاة وسلام)

  14. Unknown Avatar

    Subhanallah bahut hi payara kalaam hai

  15. Unknown Avatar

    Mera Raza Pyara Raza Haq Raza Ya Raza

  16. Unknown Avatar

    ISHQ MOHABBAT ISHQ MOHABBAT 💚 ALA HAZRAT ALA HAZRAT🌹

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *