Kaun Shehre Makkah Mein

Kaun Shehre Makkah Me Subha Subha Aaya Hai
Jiske Noor Se A’alam Saara Jagamagaya Hai


Ghaib Se Nida Aayi Aamena Mubarak Ho
Tune Rehmate Haq Se Noor Haq Ka Paaya Hai


Thi Nida Shab E Asra Udno Minne Mehboob 
Be Thadak Chale Aao, Humne Hi Bulaya Hai


Aql Sabki Hairaa Hain Dekh Kar Shahe Dee Ko
Ye Bashar To Hai Lekin, Kyu Na Inka Saaya Hai


Inna-ma Ana Basharum Mislokum Ke Parde Me
Haq Ne Apne Jalwo Ka Aayina Sajaya Hai


Ya Nabi Main Tumpar Kyu Na Jaano Dil Fida Kar Du
Humne Aapko Paa Kar To Khuda Ko Paaya Hai


Daaman E Nabi Aashiq Ab Na Humse Chootega
Humne Unse Jo Maanga, Wo Khuda Se Paaya Hai

Comments

36 responses to “Kaun Shehre Makkah Mein”

  1. Unknown Avatar

    Sobhanallha badi pyari naat hai

  2. Unknown Avatar

    Pyari naat hai masha Allah

  3. Unknown Avatar

    Mashallah mujhe bhi bhot acchi lagi ye naat.. School k time ki yaad aagayi.

  4. Unknown Avatar

    Subhan Allah
    Wadi raza ki he kohe himala raza ka he jis samth dekhiyen woh ilaqa raza ka he .

  5. Unknown Avatar

    Beautiful and awesome

  6. MOHAMMAD ARSHAD RAZA Avatar

    MASHA ALLAH SUBHAN ALLAH AL HAMDO LILLAH

  7. Unknown Avatar

    Mai to isko Ramzan mai masjid a ghosiya me madta hoon

  8. Unknown Avatar

    Mahshaa allah bas aise hi likh te rehnaa

  9. Unknown Avatar

    Masha allah bht achi naat hai allah sub ko oski itayat aata kare
    Ameen summa ameen ya rabull alamin

  10. Aqueel Avatar

    Maashallah Subhanallah bahut khoob

  11. Unknown Avatar

    Dil sukoon milta he

  12. Shaikh Imam Avatar

    MashAllah ye my Favorite Naat hai

  13. Unknown Avatar

    Mashallah mashallah…. SubhanAllah…shan e ilaahi bht hi khubsurat alfaz me bayan ki gayi hai…. Mashallah

  14. Unknown Avatar

    MashaAllah Naat To Acchi Hai Hi
    Likha Bhi Bahot Pyaara Hai

  15. Unknown Avatar

    Masha allah subhan allah

  16. Unknown Avatar

    Mashallah subhanallah

  17. Unknown Avatar

    I love this Naat Sharif

  18. Unknown Avatar

    Mashallah 😘

  19. Shaikh Imam Avatar

    MashAllah 🙈

  20. Shaikh Imam Avatar

    MashAllah 🙈

  21. Shaikh Imam Avatar

    MashAllah 🙈

  22. Unknown Avatar

    Subhanallah subhanallah

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *