Dar-e-nabi par yeh umr beetay ho ham pey lutf-e-dawaam aesa

Dar-e-nabi par yeh umr beetay ho ham pey lutf-e-dawaam aesa
Madinay wale kahain maqami ho un kay dar par qayaam aesa

Yeh rif’at-e-zikr-e-mustafa hey naheen kisee ka maqaam aesa
Jo baad zikr-e-khuda hey afzal hey zikr-e-khair-ul-anaam aesa

Jo ghamzadon ko galay laga lay buron ko daman main jo chupa lay
Hey dusra kaun is jahaan main siwa-e-khair-ul-anaam aesa

Bilaal tuj par nisaar jaoon kay khud nabi nain tujhe khareeda
naseeb ho to naseeb aesa ghulam ho to ghulam aesa

Namaaz aqsa main jab parhaee to ambiya-o-rusool yeh bolay
Namaaz ho to namaz aesee imam ho to imam aesa

Mein Khalid apnay nabi pey qurban hey jin ka khulq-e-azeem Qur’aan
Hey roshni jis kee do jahan main kaheen hey maah-e-tamaam aesa

Comments

25 responses to “Dar-e-nabi par yeh umr beetay ho ham pey lutf-e-dawaam aesa”

  1. Anonymous Avatar
    Anonymous

    i love this naat

  2. haleema iftikhar Avatar
    haleema iftikhar

    i love this naaaaaaaaaaaaaaaat so much

  3. haleema iftikhar Avatar
    haleema iftikhar

    i love this naaaaaaaaaaaaaaaaaaat so much

  4. Anonymous Avatar
    Anonymous

    i also love this naat to mch….

  5. Anonymous Avatar
    Anonymous

    tooooooo goooooooooooooooooood

  6. Anonymous Avatar
    Anonymous

    Awesome… I love it..

  7. Unknown Avatar

    subhanallah a+++++++++++++++++++++++++++++++

  8. Unknown Avatar

    $$$$$$$$$$$$$$$ SUBHANALLAH$$$$$$$$$$$$$$$$SUBHANALLAH

  9. Unknown Avatar

    Very nice…

  10. Unknown Avatar

    Maashaallah…thats great lyrics

  11. Unknown Avatar

    Maashaallah naat tai

  12. Unknown Avatar

    Very beautiful kalam…. I love alahazra….

  13. Unknown Avatar

    Bahot khoob surat naat hai

  14. Unknown Avatar

    Assalamualaikum..mashallah bohot khoobsurat kalaam hai…ise roman font me likhne ka shukriya..jazakallahu khair

  15. Unknown Avatar

    Masha Allah… Jazak Allah

  16. Unknown Avatar

    Masha Allah… Jazak Allah

  17. Imaad fazli Avatar

    Wow Mashallah ❤❤❤❤

  18. Unknown Avatar

    Subhan ALLAH ❤️🌹❤️🌹

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *